EGG BROTH
AJZA;
Egg 4 Peace
Oil 2 Table spoon
Hary matar 2 Table spoon
Yakhni 4 Table spoon
Namak Hasb zaika
Kaali mirch Hasb zaika
RESEPIES;
Andy aur yakhni achi tarah phent den, taa k yakjan ho
jay, namak mirch aur matar daal kar dobara phenten aur us k bhd
fry pain main oil garam karain, jab oil garam ho jaye to andon ka
ameza is main daal den, aur achi tara milayen, jab aChi tarah phel
jaye to tamatar saas k sath pesh karain......






0 comments:
Post a Comment
Thank You ! Visitors